Loukki(Guard) ke Vade/Bade
Loukki(Guard) ke Vade/Bade
Samagri :
- Ek Chhoti kissi hui Loukki (guard)
- Chaval ka Aatta (2 cups)
- Hari Mirch
- Hara Dhaniya
- Saffed Till (2 tbs)
- Ajvain (1/2 tbs)
- Haldi powder (1/4 tbs)
- Namak(salt)( swadanusar )
Recipe/ Viddhi :
- Kissi loukki ka pani nicchod kr ek bade bowl me le le.
- Usme 4-5 hari mirch (barik katti hui ya paste ), barik katta hua hara dhaniya, saffed til, ajvain, haldi powder aur namak dal ke acchese millaye .
- Fir us mixture me aavashaktta nusar chaval ka aata milaye aur acchese mix kr le. (tips: aata bohot jada ya kam na ho eska dhyan rakhe , agar aata kam hota hai to jada oil pakadega aur jada hua to vo aate ka swad jada aayega.)
- Kadhai me tel garm karne ke liye rakhe( Vade talane ke liye).
- Ab cotton ke kapade pe mixture ke vade banaye (cotton ke kapade se extra pani nikal jayega aur tel kam lagega)
- Ab garam tel me vade dono taraf se sunehra aur crispy honetak tale.
Garma garam vale Dahi ke sath parose aur maje ligiye MARATHI SWAD blog ki Recipies ka ...
No comments:
Post a Comment